Find Us On Blogger templates Wordpress web designing Webmaster seo Windows 7

Tuesday, July 14, 2009

Kaminey Lyrics All Songs 2009


Kaminey

Kaminey Songs Audio Review - [ Click Here ]



Hindi Lyrics:

Kya kare zindagi
isko hum jo miley
iski jaan kha gaye
raat din ke giley
raat din giley

meri aarzoo kameenee
mere khwab bhi kaminey
ik dil se dosti thi
yeh hazoor bhi
kaminey

kabhi zindagi se maanga
pinjare mein chand la do
kabhi lalten de ke
kaha aasma pe taango
jeene ke sab kareene
the hamesha se kaminey

meri dastaan kameenee
mere raaste kaminey
ik dil se dosti thi
yeh hazoor bhi kaminey

jiska bhi chehra chila
andar se aur nikla
masoom sa kabootar
naacha toh mor nikla
kabhi hum kaminey nikle
kabhi dosti kameenee
maere yaar bhi kaminey
ik dil se dosti thi
yeh hazoor bhi kaminey
Dhan Te Nan

Hindi Lyrics:

[Aaja aaja dil nichodein
raat ki matki todein
koi good luck nikale
aaj gullak to phodein] – 2

[til til tara mira teli ka tel
kaudi kaudi paisa paisa
paise ka khel] – 2
chal chal sadkon pe hogi
dhan dhan..
djan te nan – 3

Aaja aaja dil nichodein
raat ki matki todein
koi
good luck nikale
aaj gullak to phodein

Aaja aaja…
Hey, Aaja aaja…

[Aaja ki one way hai
yeh zindagi ki gali
ek hi chance hai
aage hava hi hava hai
agar saans hai to
yeh romance hai] – 2

yahi kehte hain,
yahi sunte hain
jo bhi jata hai jata hai
vo phir se aata nahi

aaj aaja kal nichodein
raat ki matki todein
koi
good luck nikale
aaj gullak to phodein
til til tara mira teli ka tel
kaudi kaudi paisa paisa
paise ka khel
chal chal sadkon pe hogi
dhan dhan..
djan te nan dhan dhan – 3

koi chaal aisi chalo yaar ab ke
samandar bhi pul pe chale
phir tu chale us pe ya mein chaloon
sehar ho apne pairon tale
kahin khabrein hain
kahin kabrein hain
jo bhi soye hain kabron mein
unko jagana nahi

aaja aaja dil nichodein
raat ki matki todein
koi
good luck nikale
aaj gullak to phodein
aaja aaja..
[til til tara mira
teli ka tel
kaudi kaudi paisa
paisa
paise ka khel] – 2

[chal chal sadkon pe hogi
dhan dhan dhan te nan ]- 3
Dhan Te Nan – Remix

Hindi Lyrics:
Pehli Baar Mohabbat

Hindi Lyrics:
[ thode bheege bheege se
thode nam hain hum
kal se soye voye bhi,
toh kam hain hum ] – 2
dil ne kaisi harkat ki hai
[ pehli baar mohabbat ki hai
aakhri baar mohabbat ki hai ] – 2
aankhen doobi doobi si
surmai madham
jheelain, paani paani hain bas
tum aur hum
baat badi hairat ki hai
[ pehli baar mohabbat ki hai
aakhri baar mohabbat ki hai ] - 2
khab ke bojh se
kanp kapati hui
halki palkain teri
yaad aata hai sab
tujhe gudgudana, satana
yun hi sote hue
gaal pe teepna, meechana
bewajah besabab
yaad hai pepal ke
jisak ghane saaye the
hunme gilhairi ke jhoote matar
khaaye the
yeh barkat un hazrat ki hai
[pehli baar mohabbat ki hai
aakhri baar mohabbat ki hai] – 2
pehli baar mohabbat ki hai…
pehli baar mohabbat ki hai…
Raat Ke Dhai Baje

Hindi Lyrics:
Raat ke dhai baje
koi shehnai baje
dil ka bazaar laga
dhela taka pai baje
tana… tarata ta ra ra.. – 2
Raat ke dhai baje
koi shehnai baje
dil ka bazaar laga
dhela taka pai baje
chaunke chaunke chaunke se
khoye khoye se hum
aankhen doobi doobi se
soye soye se hum
dil ne kaisi durgath ki hai
Oh oh…
pehli baar mohabbat ki hai, aha…
aji aakhri baar mohabbat ki hai, aha…
arey pehli baar mohabbat ki hai, aha…
aakhri baar mohabbat ki hai , aha…
Jaan hatheli, upar leli
yaaro kaisi harkat ki hai
aji pehli baar mohabbat ki hai, aha…
aakhri baar mohabbat ki hai
[ ishq mein jalte hue
saans tezabi lage
raaz khulta hi nahi
koi toh chaabi lage ] – 2
ishq mein jalte hue
saans tezabi lage
saans tezabi lage
ishq mein jalte hue
chikne chikne lachhe hain
reshmi se phande
chupdi chupdi baaton mein
bhole bhale bande
tanhai ne fursat di hai
[arey pehli baar mohabbat... ki hai
aakhri baar mohabbat ki hai ] – 2
raat kuch aisa hua
jaisa hota toh nahi
thaam ke rakha mujhe
main bhi khota toh nahi
ek hi lat suljhane mein
saari raat guzaari hai
jaan ki gathri sar pe le li
aapne kaisi zehmat dee hai
arey pehli baar mohabbat ki hai
aakhri baar mohabbat ki hai
pehli baar mohabbat ki hai
Raat Ke Dhai Baje - Remix

Hindi Lyrics:
Fatak

Hindi Lyrics:

ke Bhavra bhavra aaaya re…
ke Bhavra bhavra aaaya re… fatak
fatak fatak fatak

ke Bhavra bhavra aaaya re… fatak fatak
ke gun gun karta aaye re.. fatak fatak

ke bhavra bhavra aaya re,
gun gun karta aaya re,
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
fatak, fatak..

[sauda kare saheli ka
sar pe tel chameli ka] – 2
kaan mein ittar ka phaya re…
fatak, fatak
[ke bhavra bhavra aaya re,
gun gun karta aaya re] – 2
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
fatak, fatak..
fakat, dhar patak on the ground
fatak..
fakat, dhar patak on the ground
fatak..
fakat, dhar patak on the ground
fatak..
fakat, dhar patak on the ground

[ginti na karna iski yaaron mein
awara ghume galiyaaron mein] – 2
ye chipku hamesha satayega
yeh jaayega, phir laut aayega
khoon ke maile katre mein
jaan ke saare khatar ke aaaya, ke aaaya
ke aaaya raat ka jaaya re
fatak fatak
ke aaaya fatak
ke aaaya fatak
ke aaaya raat ka jaaya re

[jitna bhi jhoot bole thoda hai
keedon ki basti da makoda hai] – 2
raaton ka bichoo hai kaatega
ye zeharila hai zeher chaatega
darwazon mein kunde ko
dafaa karo ye gunde
ye shaitaan ka saaya re
fatak, fatak…
[ke bhavra bhavra aaya re,
gun gun karta aaya re] – 3
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
(ke bhavra bhavra aaya re,
gun gun karta aaya re) – 2

ye ishq nahi aasan
aji aids ka khatra hai
patwaar pehan jaana hayee
yeh aag ka dariya hai

[ke naiya doobe na
re bhavra kaata na] – 6

naiya doobe na
Ads In Here

0 comments:

Post a Comment

Blog Archive

 

Copyright 2008 Your website.com |Template by techknowl |Wordpress theme by Brian Gardner